Tuesday, December 11, 2007

गुलज़ार के प्रेमचंद

Its really nice to read gulzar’s thought on Munshi ji…Most of the stories of Munshi Premchand was in my school syllabus.. and almost all the the stories has same deplorable end.

Agar Munshi ji ke shabdo main kahe to har kahani un-suna sa dard chod jaati thi..main humesha sochta tha ki yeh ..aisa mukhye kirdar ke saath hi kya hota hai…

And today I found same feel in gulzar’s thought…Gulzar’s expressions are awesome.. the way he expressed.. I don’t think no one else can do…



'प्रेमचंद की सोहबत तो अच्छी लगती है
लेकिन उनकी सोहबत में तकलीफ़ बहुत है...
मुंशी जी आप ने कितने दर्द दिए हैं

हम को भी और जिनको आप ने पीस पीस के मारा है
कितने दर्द दिए हैं आप ने हम को मुंशी जी

‘होरी’ को पिसते रहना और एक सदी तकपोर पोर दिखलाते रहे हो
किस गाय की पूंछ पकड़ के बैकुंठ पार कराना था
सड़क किनारे पत्थर कूटते जान गंवा दी
और सड़क न पार हुई, या तुम ने करवाई नही

‘धनिया’ बच्चे जनती, पालती अपने और पराए भी
ख़ाली गोद रही आख़िर कहती रही डूबना ही क़िस्मत में है
तोबोल गढ़ी क्या और गंगा क्या

‘हामिद की दादी’ बैठी चूल्हे पर हाथ जलाती रही
कितनी देर लगाई तुमने एक चिमटा पकड़ाने में‘

घीसू’ ने भी कूज़ा कूज़ा उम्र की सारी बोतल पी ली
तलछट चाट के अख़िर उसकी बुद्धि फूटी
नंगे जी सकते हैं तो फिर बिना कफ़न जलने में क्या है
‘एक सेर इक पाव गंदुम’, दाना दाना सूद चुकाते
सांस की गिनती छूट गई है

तीन तीन पुश्तों को बंधुआ मज़दूरी में बांध के तुमने क़लम उठा ली
‘शंकर महतो’ की नस्लें अब तक वो सूद चुकाती हैं,
‘ठाकुर का कुआँ’, और ठाकुर के कुएँ से एक लोटा पानी
एक लोटे पानी के लिए दिल के सोते सूख गए
‘झोंकू’ के जिस्म में एक बार फिर ‘रायदास’ को मारा तुम ने

मुंशी जी आप विधाता तो न थे, लेखक थे,
अपने किरदारों की क़िस्मत तो लिख सकते थे?'

Monday, October 29, 2007

Cutting chai

Cutting chai.. I think every one familiar with this name, if not than..i am sure he doesn’t know what he had missed.

The greatness of Cutting chai (tea) can not be measured. This cutting tea has its own quality, and more so we can’t prepare it into home, nor we can get it from five star hotels, cafes etc. I still do not know what brand of tea leaves, what kind of sugar or milk they use - best considered as their trade secret. My room mate can prepare wonderful tea but it is totally different from the cutting chai.

When ever I see any khokha (typical name in UP’s local language for “tea stall” ) it reminds me my college days because this is the place where I had spent most of the time of my engineering. Believe me its one of those places where all the rumors starts. This is the place where students discuss hottest topics of college… related to college couples (mine fav time pass) or about professor’s behavior… and even some time about study…

Sitting with girlfriend/friends and having espresso in BARISTA or having the over-hyped mocha in CAFÉ COFFEE DAY comes no close to the cutting chai with friends. Parking bikes in non parking zone and ordering, “Aye chotu 23no ki cutting de, pani kam …fatafat la chal……” And believe me in winter test of cutting chai gets double…lol

Let me stop here becoz things are changed …naa to ab cutting chai hai or naa hi college…but I am sure test of cutting chai wouldn’t change…

Friday, October 26, 2007

Guzara Hua Guzar Kyo Nahi Jaata

Benaam Sa Ye Dard, Thehar Kyon Nahi Jata,
Jo Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahi Jata..

Sab Kuch To Hai, Kya Dhundti Rehti Hai Nigaahein,
Kya Baat Hai, Mai Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata..

Woh Ek Hi Chera To Nahi Sare Jahan Mein
Jo Door Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata..

uljha Hai Dil Us Mod Per, Jaha Se Woh Kabhi Gujare Hi Nahi,
Jate Hain Jidhar Sab, Main Udhar Kyon Nahi Jata..

Woh Naam Jo Naa Jane Kab Se Jehan Main Hai,
Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata..

Friday, September 28, 2007

Waqt..

Raat ke kuch 12 am…Bahar baarish ho rahi hai….amuman aisa hota nahi ki baarsih ho rahi ho or main us main bheegne ka maza naa lu..lekin aaj main room per baitha hu…or is girit hui boondoin ko dekh kar jo khayal dil main aate hai un ko yeha samete ki koshishi kar raha hu..

Kitna acha lagta hai naa ki baarish ho rahi ho .. or garam garam pakode ho ..saath main agar chay ki pyali ho jis main se garam dhunua nikal raha ho...or aap chaar dost ke saath baithe kar..gupshup kar rahe ho…
aaha..zindagi kitni khoobsurat lagti hai naa..or kya chahiye..

Par asal zindgi me pakode bante hai aur chay bhi hoti hai nahi hoti hai to bas fursat.
Haa baat bas waqt ki hi hai.. nahi to chaar to kya..aap apne or bhi kai dosto ke saath baith ke gupshup kar sakte hai..purani yaadein taaza kar sakte hai…

Lunch hai lekin lunch karne ka waqt nahi hai.. phone hai par baat karne ka waqt nahi hai
Yeha tak ki subhe office jaane ko late ho rahe hai..to nahane ko bhi waqt nahi hai..

kitna achhi neend aati hai na jab koi sote hue uthata hai ya aapka alarm bajta hai aor aap takiye se lipat kar "aor 5 minute" mang kar sote hai…

ho sakta hai ki office or office ke kaam ke chakkar main humare pass time nahi rahta hai
Par week main do din to off bhi hote hai..lekin hum sochte rahege ki kya kare..yeha chale ki waha chale…or woh din bas is soch main palak jhapkte hi beet jaate hai.. naa to aap apne dosto se mil paate hai naa hi apne fav restaurants main jaa kar kuch kha paate hai..
Naa koi movie PVR main baith ke popcorn or coke khate hue aaram se apne mobile ko switch off kar ke dekh paate hai..

or in the end humare pass ek hi jawab hota hai waqt nahi mila… sahayai yeh ki waqt nahi bhaag raha hai…hum bhaag rahe hai.. shaayd hum sab bachpan main phadi us baat ko follow kar rahe hai ki samjhdaar insaan woh hai jo waqt ke saath chale…

sach kahu to aise main mere ko javed akhter ki do line yaad aati hai ki
“kuch logon waqt ke saanche main dhal gaye kuch logon waqt ke saanche badal gaye”

kul milakar vaqt dejiye apne aap ko zindgi sirf ek bar milti hai.ise muskarate hue jiye..